Jazz balance share Karne ka tarika
Aslame alikum dosto mere blog par aane ka shukriya kaise hen aap se umeed karta ho ke sab thik thak hongi
Dost ko aj kal de dour mn kisi ke balance khatm ho sakte ha agr apki nature bhe helping aur apni kisi dost ya family member ki help karna chahte hain jisko balance ki zaroorat hai aur us time par bahar nahi nikal sakte hen to aur apko nahi pata ke jazz se balance kaise share karte hen to dosto fikar mat karn kiyun ke Aj ke article mn main aapko bataunga jazz balance share Karne ka tarika to yeh article akhir tak parhay ga apki liye bahut hi helpful hoga.
Jazz balance share Karne ka tarika ( jazz to jazz balance share code):
Sab se pehle apne mobile ka dial pap open karn aur phir yeh code likhe *100* uske bad wo number likhe jis par aap balance bhejna chahte hen likhe magar yad rahi ke number ki shurwat mn “0” ki jagah “92” likhna ha phir number likne ke bad * laga ke jitne balance app bhejna chahte hen wo likhn uske bad # laga kr code dial karn din phar aapki aik message dikhai de ga jis mn ap se pocha jaega ke aap kiya aap waqiye mn is number par itna balance bhejna chahte hain phr aap 1 likh reply to confirm kr dn mubarak ho aap ki mutobola number pa balance bhej diya ja chuka ha .
Apr aap phar bhe code to samjh nhn sakhe hin to yeh code pora dekh lin
Farz karn ke is number par 03013427424 par 50 ka load share karna chahte hen to apka code yeh bani ga
*100*923013427424*50#
Read also
Jazz balance share karne ka tarika ki charges:
jazz to jazz balance share Karne ke charges 5.49+ tax ha apko har dafa jab bhi aap balance bhejne ki Aapko dena padega.
Terms and conditions:
15 rupe kam se kam amount jo aap share kar sakte hen
Ap ziyadah se ziyadah 500 tak aik bar mn bhej share kr sakte in
Aik din main balance share Karne ki limit 500 ha us se ziyad ap nhn kt saktr
Har dafa balance share Karne par apko 5.49+ tax dene hongi
Yeh service sirf jazz ke prepaid customer istemal kar sakte hen
Posted paid wale customer is offer konusr nhn kr sakte hn
FAQs :
Kiya main kisi dosri network par jazz se balance share kar sakta ho?
Nhn aap faqat jazz to jazz balance hi share kr skate han
Jazz to jazz balance share Karne ka code kya hai?
Jazz to jazz balance share karne ka code yeh *100*92 jazz Ka number zero ke bagair* balance amount jitna aap bhejna chahte hen#
Hum Kitna balance share kar sakte hen?
Aap jazz par 15 se 500 tak ka balance share kar sakte hen
Aik din main Kitna balance share kar sakte hen?
Aik din aap 500 tak ka balance share kr skate heb us se ziyadah nhn
Conclusion:
To dost yeh tha jazz balance share Karne ka tarika umeed karta ho ke apko mera yeh article pasand aya hoga agr phir bhi aap balance share nhn kar pa rahe to aap neche comment box mn comment kr ke apna masla bata skate hen apjo jald hi jawab diya jayega jis se aapa maslo jald hi hal ho jae ga