Ufone balance share Karne ka tarika
Hello dosto mere blog par aane ke liye welcome kaise hain aap sab umeed karta hu ke sab thik thak hongi.
Dosto age aap udine ki sim istemal karte hen aur apni nahi pata ke ufone ka balance kaise share karte hain toh fikar mat karn kyun ke aaj ke is article mn main aapko ga ki ufone balance share Karne ka tarika wo bhi mukammal details ke sath to yeh article pora parhaya ga aakhir tak.
Ufone balance share Karne ka tarika
Step 1
Ufone se balance share Karne ka tarika bohat hi asan hai sab se pehle yeh code lagain *828* uske bad number likhe jis par aap balance share karne chahte hen uske bad * likh ke jitna aap balance bhejna chahta hai wo likhe aur aakhir mn # likh dial kr dn number
Step 2
Number dial karne ke bad apki screen par aik message nazar aayega ki kya aap is number par inta balance share Karne ka chahte hen 1 se reply kr balance share ko confirm kar dijiye.
Mubarak ho aap ka balance share kar diya ja chuka ha
Ufone balance share Karne ka tarika aur code
Agr aap ko ab bhi samajh nahi aaya to niche di gayi example par gour karn
Farz karn ke aap ufone ke is number 0333300500 par 20 rupay ka balance share karna chahte hai to aap ki niche diya gaya code milana hoga
*828*0333300500*20#
Charges: aap jab bhe ufone se balance share karna chahte hen to aapko har dafa 4.78 har dena hongi
Terms and conditions:
Wo customer jinhon ne 150 rupay se ziyadah balance istemal nahi kiya wo yeh offer istemal nahi kar sakte hen.
Aik din main faqat 4 dafa hi balance share kr sakte hen.
App 10 rupay se 600 rupay tak ka balance bhej sakte hen
Ziyadah se ziyadah 600 tak ka balance aik bar main bhej sakte hen agar aap us ziyadah bhejna chahta hai to aap ko dosri bar bhejna hoga
Ushare ki zariyat bheja gaya balance dosri party ki subscribe period par koi asar nhn karega.
Jo balance share kiya gaya hai wo expire date pehle istemal karna hoga
Ufone key prepaid customer is offer ko istemal kar sakte hen.
Post paid sarfen yeh offer istemal nahi kr sakte.
FAQs
Ufone balance share code 2022 kiya ha ?
Ufone balance share Karne ka code yeh ha
*828* number jis par balance bhejna chahte hen* kitni raqam bhejna chahte hen#
Ufone balance share charges kitne hen?
Ufone se balance share Karne par apko 4.78 charges dene hongi
Kiya ufone se kisi bhi dosri network par balance share kar sakte hen?
Ufone se faqat ufone par hi balance share kar sakte hen aur kisi bhi network par bhej nahi sakte
Aik din main ufone se Kitna balance share kar sakte hen?
Aik din hum 5 bar balance share kar sakte hen
Ufone se Kitna balance share kar sakte hen?
Hum ufone se 10 rupay se kr 600 Rupay tak ka balance share kar sakte hen.
Conclusion:
To dosto kaisa laga mere yeh article ufone se balance share Karne ka tarika umeed karta ho ke apki liye helpful raha hoga agr phir bhi Aapko kisi mushkilat ka samna karna parh raha ho to neche comment section main apna masla likhe skate han mn koshish karoge ke apki jaldi hi jawab diya jaye aur apka maslo hal kiya jaye tab ki liye khud hafiz.